- मैंने रिश्वत दी
- 14 years ago
- 4417 दर्शनों की संख्या
Baroda ********** Pardesh Gramin Bank Shakha Prabandhak se lekar R.M. Bareilly tak Rishvat Bhrashtachar me Lipt
Shakha Prabandhak bada gaon, aonla ne kisano se loan ke badle 10% reshvat lee thee. kisano ne reshvat ke aatank se pareshan hokar 6 Sep. 2010 ko dharna pradreshan kar Bank Staff ko bandhak bna liya tha. Pershashnik adhikariyno ne Shakha perbandhak duara kesano se lee gayi rishvat Kuchh kesano ko vapas kra dee. baaki keshano ko shakha perbandhak ne ye kahte huye samjha ********** ki aapka Rupya R. M. Bareilly se lakar dunga lekin reshvat lene ki mansikta shakha perbandhak me bani rahi eske uprant p.m.e.g.p. loan pattrawli ke smast formality puri kar loan swikerat patr jari kerna, khata khulwana no dues patr jari kerna aivam anubandh purti hetu stamp pepar bhi lagwaye eske bad shakha perbandhak 10% resvant ki mang kerne lagye loan labharthi ne resvat dene ko mna kar ********** tab shakha prebandhak ne mazburi jatate huye khaa. rupya R.M. Barilly tak jata hai es perkarand ki sekayat R.M. ********** Bareilly se kee tab R.M. Sahab ne advance manager se bat karne ko kaha advance manager ne suvidha shulk ke rup me loan labharthi se kaha ki hum aapko 35% rupye ki ********** serkar ke vittya shayata chhoot dilwa rahe hain appko 10% rupye dene me sikayat nahi hona chahiye labharthi ne mna ker ********** chunki labharthi suwam me ********** sebi (Jatav ********** Sabha ka adhachh) bhi hia asi stithi me ********** sevi rishwatt nahi de shakta es perkarand ki jankari suchnarth pertilipi me ********** sevi ne uchch adhikariyno ko dee hai. keshano ki vastvik esthti ghar ghar jakar janne hetu jansuchna ke taihat ********** rind suchi mangi thi. gopniya batakar nahi dee gayi R.M. or advance manager ki property chal-achal sampati ka vuora manga baten btakar nahi ********** es bharastachar ko khatam karne me uchch adhikariyno se ********** sevi ne shayog manga hai.